|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Jiska Darshan Karne Ko Suraj Nikalta Hai - जिसका दर्शन करने को सूरज निकलता हैjiska darshan karne ko
suraj nikalta hai wo tum ho
jiski chamak churane ko
chand chamakta hai
wo tum ho wo tum ho
jiska darshan karne ko
suraj nikalta hai wo tum ho
najar mili jab tumse koi or najar na aaya
koi or najar na aaya
tumhe banakar rab ne apna
sundar rup dihkaya sundar rup dihkaya
jiske samne aane ko
darpan tadapta hai wo tum ho
wo tum ho wo tum ho
jiska darshan karne ko
suraj nikalta hai wo tum ho
jiski chamak churane ko
ye chand chamakta hai
wo tum ho wo tum ho
jiska darshan karne ko
suraj nikalta hai wo tum ho
tal se tal nikalte hai sangit
basa bato me sangit basa bato me
kismat likh sakti ho tum
wo kala chupi hatho me
jisse hath milane ko
har koi tarasta hai wo tum ho
wo tum ho wo tum ho
jiska darshan karne ko
suraj nikalta hai wo tum ho
jiski chamak churane ko
ye chand chamakta hai
wo tum ho wo tum ho
jiska darshan karne ko
suraj nikalta hai wo tum ho
|
Comments for lyrics of song "Jiska Darshan Karne Ko Suraj Nikalta Hai" |
|
Parveen Bhatia on Saturday, October 24, 2015 jiska darshan karne ko dheeraj nikalta hai
gilnow123 on Thursday, January 03, 2013 Superb!!!!!
|
Kaaran |
Film cast: | Raj Kiran, Shoma Anand, Ramesh Deo, Aruna Irani | Singer: | Kishore Kumar, Mohammad Rafi, Yesudas | Lyricist: | Indeevar | Music Director: | Usha Khanna | Film Director: | B R Ishara | Film Producer: | Gopi Rohra | External Links: | Kaaran at IMDB |
|
|
|
|
|