|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Jaye Kahan Piyaa Ki Joganiyan - जाए कहाँ पिया की जोगनियाjaye kaha piya ki joganiya
jaye kaha piya ki joganiya
apne dulha ki anokhi re dulhaniya
jaye kaha piya ki joganiya
jaye kaha piya ki joganiya
taqdeer ne ki ye kaisi thitholi
taqdeer ne ki ye kaisi thitholi
dulhan ke hatho me dulha ki doli
chali re chali re dekho pi ki sajniya
jaye kaha piya ki joganiya
apne dulha ki anokhi re dulhaniya
jaye kaha piya ki joganiya
aasha nirasha ki lahro pe naiya
aasha nirasha ki lahro pe naiya
majhdhar me so raha hai khewaiya
kismat bani aaj meri re sautaniya
jaye kaha piya ki joganiya
apne dulha ki anokhi re dulhaniya
jaye kaha piya ki joganiya
Naag Devta |
Film cast: | Mahipal, Anjali Devi, Shashikala, B M Vyas, Niranajan Sharma | Singer: | Asha Bhosle, Suman Kalyanpur, Kamal Barot | Lyricist: | Prakash Mehra, Qamar Jalalabadi | Music Director: | S N Tripathi | Film Director: | Shantilal Soni | External Links: | Naag Devta at IMDB | Watch Full Movie: | Naag Devta at YouTube |
|
|
|
|
|