Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Jawan Hai Raat Saqiya Sharab La - जवान है रात साकिया शराब ला
jawan hai raat sakiya sharab la sharab la
jawan hai raat sakiya sharab la sharab la
zara si pyaas to bujha sharab la sharab la
tere shabab par sada karam rahe bahaar ka
tere shabab par sada karam rahe bahaar ka
tujhe lage meri dua sharab la sharab la
tujhe lage meri dua sharab la sharab la
yaha koi na ji saka na ji sakega hosh me
yaha koi na ji saka na ji sakega hosh me
mitaa de naam hosh ka sharab la sharab la
jawan hai raat sakiya sharab la sharab la
tera bada hi shukriya pilaaye ja pilaye ja
tera bada hi shukriya pilaaye ja pilaye ja
na zikr kar hisaab ka sharab la sharab la
jawan hai raat sakiya sharab la sharab la
zara si pyaas to bujha sharab la sharab la
sharab la sharab la sharab la sharab la
sharab la sharab la sharab la sharab la
Comments for lyrics of song "Jawan Hai Raat Saqiya Sharab La"
muhammad Ihtisham on Monday, January 02, 2012 Tm yaha thay may to tumhain Agra may dhond raha tha
Iftikhar Sultan on Monday, January 02, 2012 @alisho21 janab kis ko aagra mein dhoond rahe hain aap :-)
muhammad Ihtisham on Wednesday, January 04, 2012 Tha koe apni yar.
Iftikhar Sultan on Sunday, September 29, 2013 Thanks For Nice Comments :)
Qismatullah Khan on Saturday, July 27, 2013 Very Nice song. I LIKE it.