|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Jab Tum Nahin To Chand Sitare Mai Kya Karu - जब तुम नहीं तो चाँद सितारे मैं क्या करूँjab tum nahi to chand sitare mai kya karu
jab tum nahi to chand sitare mai kya karu
ye phul ye chaman ye nazare mai kya karu
jab tum nahi to chand sitare mai kya karu
kal tak hawa me khel rahi thi yaha hansi
kal tak hawa me khel rahi thi yaha hansi
charo taraf hai chhai huyi aaj bekasi
dil ro raha hai gam me tumhaare mai kya karu
ye phul ye chaman ye nazare mai kya karu
jab tum nahi to chand sitare mai kya karu
tum kya gaye ke jaise chaman se gayi bahar
tum kya gaye ke jaise chaman se gayi bahar
har chij ko yaha ki tumhara hai intzaar
meri traha udas hai sare mai kya karu
ye phul ye chaman ye nazare mai kya karu
jab tum nahi to chand sitare mai kya karu
ye phul ye chaman ye nazare mai kya karu
Kitna Badal Gaya Insaan |
Film cast: | Ajit, Nalini Jaywant, I S Johar, Kamaljeet, Uday Laxmi Shanti, Harbans Lal, Saroja | Singer: | Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Asha Bhosle, Shamshad Begum, Bande Hasan, Geeta Dutt, Hemant Kumar, Ghulam Mohammad | Lyricist: | S H Bihari | Music Director: | Hemant Kumar | Film Director: | I S Johar | External Links: | Kitna Badal Gaya Insaan at IMDB | Watch Full Movie: | Kitna Badal Gaya Insaan at YouTube |
|
|
|
|
|