Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Parchhaiyan (Ghulam Ali)
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.40 - 5 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Jab Se Usne Shehar Ko Chhoda - जब से उसने शहर को छोड़ा

jab se usne shaher ko chhoda
jab se usne shaher ko chhoda
har rasta sunsaan hua
apna kya hai saare shaher ka
apna kya hai saare shaher ka
ek jaisa nuksan hua
jab se usne shaher ko chhoda
har rasta sunsaan hua

sahra ki maujor hawaye auro se mansub hui
sahra ki maujor hawaye auro se mansub hui
muft mein ham aawara thahre
muft mein ham aawara thahre
muft mein ghar viraan hua
jab se usne shaher ko chhoda
har rasta sunsaan hua

mere haal pe hairat kaisi
dard ke tanha mausam mein
mere haal pe hairat kaisi
dard ke tanha mausam mein
patthar bhi ro padte hai
patthar bhi ro padte hai
insaan to phir insaan hua
jab se usne shaher ko chhoda
har rasta sunsaan hua

uske zakhm chhupa kar rakhiye
khud us shaks ki najro se
uske zakhm chhupa kar rakhiye
khud us shaks ki najro se
usse kaisa shikwa kijiye
usse kaisa shikwa kijiye
wo to abhi nadan hua
jab se usne shaher ko chhoda
har rasta sunsaan hua

yu bhi kam aamez tha mohsin
wo is shaher ke logo mein
yu bhi kam aamez tha mohsin
wo is shaher ke logo mein
lekin mere samne aakar
lekin mere samne aakar
aur bhi kuchh anjaam hua
jab se usne shaher ko chhoda
jab se usne shaher ko chhoda
har rasta sunsaan hua
jab se usne shaher ko chhoda
har rasta sunsaan hua


lyrics of song Jab Se Usne Shehar Ko Chhoda

Comments for lyrics of song "Jab Se Usne Shehar Ko Chhoda"
Bonny Islam on Thursday, June 25, 2015
what a performance..



Singer: Ghulam Ali
Lyricist: Nazeer Qaisar, Saghar Siddiqui, Ameer Minai , Hasrat Mohani, Ahmed Nadeem Qasmil, Mohsin Naqvi
Music Director: Ghulam Ali
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy