|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Jab Kabhi Khwab Chamakta Hai Hakikat Ban Ke - जब कोई ख्वाब चमकता है हकीकत बन केjab koi khwab chamakta hai hakikat ban ke
jab koi khwab chamakta hai hakikat ban ke
koi kismat se chala aata hai kismat ban ke
jab koi khwab chamakta hai hakikat ban ke
jab kisi maang me sindur bhara jata hai
jab kisi maang me sindur bhara jata hai
aasma apni bulandi se utar aata hai
ek ho jate hai do naam mohabbat ban ke
ek ho jate hai do naam mohabbat ban ke
koi kismat se chala aata hai kismat banke
jab koi khwab chamakta hai hakikat ban ke
aaj ki raat hai gunghat me lajjanewali
aaj ki raat hai gunghat me lajjanewali
chudiyowali tamannaye jagane wali
ye hasi raat mili hai tujhe chahat ban ke
ye hasi raat mili hai tujhe chahat ban ke
koi kismat se chala aata hai kismat banke
jab koi khwab chamakta hai hakikat ban ke
Aahista Aahista |
Film cast: | Kunal Shashi Kapoor, Padmini Kolhapure, Nanda, Shammi Kapoor, Shashikala, Deven Verma, Asha Lata, Soni Razdan, Suresh Chatwal, Aruna Irani, Kader Khan, Leela Mishra, Rehman, Parveen Babi | Singer: | Asha Bhosle, Sulakshana Pandit, Anwar | Lyricist: | Naqsh Lyallpuri, Nida Fazli | Music Director: | Khayyam | Film Director: | Esmayeel Shroff | Film Producer: | Sibte Hasan Rizvi | External Links: | Aahista Aahista at IMDB Aahista Aahista at Wikipedia | Watch Full Movie: | Aahista Aahista at YouTube Aahista Aahista at YouTube |
|
|
|
|
|