Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Binaca Geetmala Annual List
1953 1954 1955 1956
1957 1958 1959 1960
1961 1962 1963 1964
1965 1966 1967 1968
1969 1970 1971 1972
1973 1974 1975 1976
1977 1978 1979 1980
1981 1982 1983
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari
Do Ankhen Barah Haath (1957)
Do Ankhen Barah Haath (1957)
Nagin (1954)
Nagin (1954)
Shree 420 (1955)
Shree 420 (1955)
Howrah Bridge (1958)
Howrah Bridge (1958)

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Sahir Ludhianvi
A Tribute to Manna Dey
Binaca Geetmala
Anarkali

Woh Tera Naam Tha
Search Film
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.00 - 2 votes
Video of the song from youtube Advertisements

Average Rating : 4.00
Total Vote(s) : 2
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.








Lyrics of Jaan Lo Jaan Lo - जान लो जान लो

naadan hai woh ishq ko jo nahi jaante
naadan hai woh ishq ko jo nahi jaante
jaanlo jaanlo ishq ko jaanlo
jaanlo jaanlo tum ishq ko jaanlo
jaanlo jaanlo ishq ko jaanlo
jaanlo jaanlo tum ishq ko jaanlo
jaanlo jaanlo ishq ko jaanlo
jaanlo jaanlo ishq ko jaanlo
anjaan hai woh husn ko jo nahi maante
anjaan hai woh husn ko jo nahi maante
maanlo maanlo husn ko maanlo
maanlo maanlo husn ko maanlo
maanlo maanlo husn ko maanlo
maanlo maanlo tum husn ko maanlo
maanlo maanlo husn ko maanlo
maanlo maanlo husn ko maanlo

ishq hi rasta ishq hi raahi ishq hi manjil pyare
ishq hi rasta ishq hi raahi ishq hi manjil pyare
ishq naa hoto naa hoto naa hoto naa hoto
ishq naa hoto patthar jaisa seene me dil pyare
ishq naa hoto patthar jaisa seene me dil pyare
ishq naa hoto patthar jaisa seene me dil pyare
hai ishq ka saara jaha yehi aaya yehi nihaa
deewangi se iski hi rangeen hai har daastan
ye hai hazaro saal se har pal jawan har dum rawa
dahke toh ye hai aag sa mehke toh hai ye gulsitaa
ishq hai noor e jami ishq hai shaahe jaha
ishq hai noor e jami ishq hai shaahe jaha
ishq ke noor se roshni ban gayi
jaanlo jaanlo ishq ko jaanlo
jaanlo jaanlo ishq ko jaanlo

hota naa jo husn e butaa ye ishq phir hota kaha
jo ishq me hai darmiya sab husn ki hai shokiya
laila hai ke deewar se majnu ka dil pagal hua
woh heer thi jiske liye ranjha ka man bekal hua
husn ki jalwagiri rooh ki pakijagi
husn ki jalwagiri rooh ki pakijagi
ishq toh har rang me husn ki hai bandagi
ishq toh har rang me husn ki hai bandagi
bandagi bandagi husn ki hai bandagi
bandagi bandagi husn ki hai bandagi
husn ki hi bandagi aashiqui ban gayi
maanlo maanlo husn ko maanlo
maanlo maanlo husn ko maanlo

ishq jise bhi dil me basaye woh laila ho jaye
ishq saware jiski julfe woh shirin khlaye
ishq ke jaadu ka kya kehna ishq woh jaadugar hai
jis patthar ko bhi woh tarashe woh ishwar ban jaye
ishq nahi hai husn hai woh jo patthar me dhalta hai
ishq nahi hai husn hai woh jiska jaadu chalta hai
koi gaaye geet me usko koi gajal dohraye
husn ke aage ishq hamesha pyar ke phool chadaaye
husn toh masoom hamesha yuhi dhokha khaaye
woh kya jaane aashiq kiske aage phool chadaaye
ishq toh khud hi murat bhi hai khud hi puja ghar hai
yehi khud dildari bhi hai yehi khud dilbar hai
yehi khud dilbar hai yehi khud dilbar hai
khud jeet hai khud haar hai har phool ki mehkar hai
khud jeet hai khud haar hai har phool ki mehkar hai
ye ishq hi hai faasla ye ishq hi didaar hai
ye ishq hi hai faasla ye ishq hi didaar hai
khud noor hai khud naar hai ye aap apna pyar hai
khud noor hai khud naar hai ye aap apna pyar hai
ye aap apna pyar hai ye aap apna yaar hai
ye aap apna pyar hai ye aap apna yaar hai
ye aap apna pyar hai ye aap apna yaar hai
ye pyar hai ye pyar hai ye pyar hai ye pyar hai
ye pyar hai ye yar hai ye pyar hai ye yar hai
ye pyar hai ye yar hai


husn kabhi ikraar me shaamil or kabhi inkaar me
husn kabhi ikraar me shaamil or kabhi inkaar me
ye hi yaade yar ka nagma ye hi roye yar me
ye hi yaade yar ka nagma ye hi roye yar me
husn khuda hai husn nabi hai husn hai har gulzar me
husn khuda hai husn nabi hai husn hai har gulzar me
husn naa ho toh kuch bhi nahi hai is saare sansar me
husn naa ho toh kuch bhi nahi hai is saare sansar me
husn khuda hai husn nabi hai husn hai har gulzar me
husn khuda hai husn nabi hai husn hai har gulzar me
husn naa ho toh kuch bhi nahi hai is saare sansar me
husn naa ho toh kuch bhi nahi hai is saare sansar me
husn se ishq ki jindagi ban gayi
maanlo maanlo husn ko maanlo
jaanlo jaanlo husn ko jaanlo
maanlo maanlo husn ko maanlo
jaanlo jaanlo tum husn ko jaanlo
maanlo maanlo husn ko maanlo
maanlo maanlo husn ko maanlo
maanlo maanlo husn ko maanlo
maanlo maanlo husn ko maanlo


lyrics of song Jaan Lo Jaan Lo



Film cast: Prem Chopra, Rajat Bedi, Amrish Puri, Rajeev Varma, Yunus Parvez, Javed Khan, Arjan Bajwa, Kanchi Kaul, Gaurav Chanana, Shalini Pal, Kirti Kapoor, Sujata Vaishnavi, Zahida Parveen
Singer: Alka Yagnik, Altaf Sabri, Farid Sabri, Hariharan, Reshma, Richa Sharma, Roop Kumar Rathod, Sadhana Sargam, Udit Narayan
Lyricist: Nida Fazli, Qateel Shifai, Rani Malik, Shahid Hamdani, Shakeel Azmi
Music Director: Roop Kumar Rathod, Sumeet Chopra, Dilip Sen, Sameer Sen
Film Director: Kuku Kohli
Film Producer: Vijaypath Singhania
External Links: Woh Tera Naam Tha at IMDB    Woh Tera Naam Tha at Wikipedia
Watch Full Movie: Woh Tera Naam Tha at YouTube    Woh Tera Naam Tha at YouTube    

You may also like songs from these films on HindiGeetMala
Kasauti (1974)
Kasauti (1974)
Geet Gaaya Pattharon Ne (1964)
Geet Gaaya Pattharon Ne (1964)
Made In India (Alisha Chinai) (1995)
Made In India (Alisha Chinai) (1995)
Sharmilee (1971)
Sharmilee (1971)
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy