|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Jaa Maine Tose Ruth Gayi - जा मैं तोसे रूठ गईja main tose ruth gayi
are ja main tose ruth gayi
aaj mohabbat tut gayi
aaj mohabbat tut gayi
ja main ja main ja main ha ha
ja main tose ruth gayi
are ja main tose ruth gayi
main thahri nadan bawariya
main thahri nadan bawariya
mat ban tu anjan sanwariya
ye teri beiman najariya
mera sab kuch lut gayi
ja main ja main ja main ha ha
ja main tose ruth gayi
o ja main tose ruth gayi
chain ganwaya nind ganwayi
chain ganwaya nind ganwayi
kaahe tose preet lagayi
nikla kaisa tu harjai
meri kismat fut gayi
ja main ja main ja main haye re
ja main tose ruth gayi, ja ja
ja main tose ruth gayi
mar gayi main to laaj sharam ke
mar gayi main to laaj sharam ke
parda uth gaya aaj bharam ke
accha hua din raat ke gham se
meri jaan chhut gayi
ja main ja main ja main haye re
ja main tose ruth gayi
are ja main tose ruth gayi
aaj mohabbat tut gayi
aaj mohabbat tut gayi
ja main ja main ja main ha ha
ja main tose ruth gayi
are ja main tose ruth gayi
Mil Gayee Manzil Mujhe |
Film cast: | Mithun Chakraborty, Moon Moon Sen, Kalpana Iyer, Urmila Bhatt, Shakti Kapoor, Girish Karnad, Mazhar Khan, Amrish Puri | Singer: | Lata Mangeshkar, Asha Bhosle, Shailendra Singh, Kishore Kumar | Lyricist: | Anand Bakshi | Music Director: | R D Burman | Film Director: | Moin Amjad | Film Producer: | Shantilal J.Sopariwala | External Links: | Mil Gayee Manzil Mujhe at IMDB Mil Gayee Manzil Mujhe at Wikipedia | Watch Full Movie: | Mil Gayee Manzil Mujhe at YouTube Mil Gayee Manzil Mujhe at YouTube |
|
|
|
|
|