|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Hindi English Ki Pothihindi english ki pothi hazar padh li sayiya
nainwa ki bhasha na padh payo re
hindi english ki pothi hazar padh li sayiya
nainwa ki bhasha na padh payo re
na padh payo re mai ka karu re
sayiya nainwa ki bhasha na padh payo re
hindi english ki pothi hazar padh li sayiya
nainwa ki bhasha na padh payo re
khoyi khoyi humre naina chup rehke sau sau kare batiya
khoyi khoyi humre naina chup rehke sau sau kare batiya
kangna khanke payal jhanke bin rain dhak dhak kare chhtiya
balma humara haye kachhu na jana re pase tu bagiya ka
bhawra sayana re o
hindi english ki pothi hazar padh li sayiya
nainwa ki bhasha na padh payo re
biti jaye bali umriya piaya humra has ke na bole re
biti jaye, biti jaye
bali umriya piaya humra has ke na bole re
ped ke dali amuaa pak gaye ras koi rasta tatole re
balma humara haye kachhu na jana re
pas tu jangal ka panchhi sayana re ho
hindi english ki pothi hazar padh li sayiya
nainwa ki bhasha na padh payo re
na padh payo re mai ka karu re
sayiya nainwa ke bhasha na padh payo re
hindi english ki pothi hazar padh li sayiya
nainwa ki bhasha na padh payo re
Hum Tere Aashiq Hain |
Film cast: | Jeetendra, Hema Malini, Amjad Khan, Birbal, Shreeram Lagoo, Keshto Mukherjee, Jankidas, Sheetal, Sujit Kumar | Singer: | Mahendra Kapoor, Asha Bhosle, Kishore Kumar | Lyricist: | Sahir Ludhianvi | Music Director: | Ravindra Jain | Film Director: | Prem Sagar | Film Producer: | Prem Sagar | External Links: | Hum Tere Aashiq Hain at IMDB Hum Tere Aashiq Hain at Wikipedia | Watch Full Movie: | Hum Tere Aashiq Hain at YouTube |
|
|
|
|
|