Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Daku Aur Mahatma
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Hansti Aankho Ko Jisne Aansu Diye
4.05 - 20 votes
Sad Songs
Video of the song from youtube

Lyrics of Hansti Aankho Ko Jisne Aansu Diye - हँसती आँखों को जिसने आँसू दिये है

hasti aankho ko o hasti aankho ko jisne aasu diye hai
use maf kabhi na karna use maf kabhi na karna
jisne jine ke sahare chhin liye hai use maaf kabhi naa karna

badle ki aag tan man ko jalaye hum sab ko rulaye
na rakhana ise dil mein dabaye yaad apne ko aaye
bachpan mein ye aag bujhalo aaj ki baat na kal par taalo
bachpan mein ye aag bujhalo aaj ki baat na kal par taalo
jis papi jis papi sitam din raat kiye hai
use maf kabhi na karna use maf kabhi na karna

use maf kabhi na karenge hum badla leke rahenge
use maf kabhi na karenge hum badla leke rahenge
hasti aankho ko o hasti aankho ko jisne asu diye hai
use maf kabhi na karna koi pap kabhi na karna
use maf kabhi na karna

aao mai banadu tumhe sacha sipahi thoda jaldi banao
desh ka ho bacha bacha sipahi hame ladna sikhado
kam ye or kisi ko na dena apna badla aap hi lena
kam ye or kisi ko na dena apna badla aap hi lena
phulo jaise dil o phulo jaise dil jisne kato se siye hai
use maf kabhi na karna use maf kabhi na karna
hum veer jawan banenge julmo ke khilaf ladenge
hum veer jawan banenge julmo ke khilaf ladenge
hasti aankho ko o hasti aankho ko jisne asu diye hai
use maf kabhi na karna use maf kabhi na karna

dunia me sab ban jaye jo aise ban jaye jo aise
dekhe burai fir rahti hai kaise fir rahti hai kaise
waqt badalte der na lage tabhi sawera jab hum jage
waqt badalte der na lage tabhi sawera jab hum jage
kal ki khushiya ho kal ki khushiya to sari tumhare liye hai
koi pap kabhi na karna koi pap kabhi na karna
use maf kabhi na karna use maf kabhi na karna


lyrics of song Hansti Aankho Ko Jisne Aansu Diye



Film cast: Rajendra Kumar, Reena Roy, Kabir Bedi, Yogita Bali, Raza Murad, Jairaj, Jankidas, Master Abbas
Singer: Asha Bhosle, Hemlata, Amit Kumar, Mahendra Kapoor, Jaspal Singh, Mohammed Rafi
Lyricist: Ravindra Jain
Music Director: Ravindra Jain
Film Director: Ravikant Nagaich
External Links: Daku Aur Mahatma at IMDB    Daku Aur Mahatma at Wikipedia
Watch Full Movie: Daku Aur Mahatma at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy