Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Hamari Gali Aana - हमारी गली आना
humari gali aana
humse ankhiya milana
kahin bhul na jana
tumhe yaad rahe
humari gali aana
humse ankhiya milana
kahin bhul na jana
tumhe yaad rahe
yaad rahega pyar tumhara
yaad rahega pyar tumhara
bhul na jana ha
bhul na jana khayal humara
bhul na jana khayal humara
kabhi bhule se phir bhi aana
ha aana, kahin bhul na jana
tumhe yaad rahe
kabhi bhule se phir bhi aana
ha aana, kahin bhul na jana
tumhe yaad rahe
humari gali aana
humse ankhiya milana
kahin bhul na jana
tumhe yaad rahe
dil me leke yaad suhani
raja yaad suhani
dil me leke yaad suhani
raja yaad suhani
dagmag dole, dagmag dole
haye mori mast jawani
dagmag dole, dagmag dole
mori mast jawani
mast jawani ki tumko kasam
mast jawani ki tumko kasam
humko na tadpana
kahin bhul na jana
humko na tadpana
kahin bhul na jana
tumhe yaad rahe
humari gali aana
humse ankhiya milana
kahin bhul na jana
tumhe yaad rahe
humari gali aana
humse ankhiya milana
kahin bhul na jana
tumhe yaad rahe
Comments for lyrics of song "Hamari Gali Aana"
mahakavi on Wednesday, March 02, 2011 Apne waqt ki behtareen adakarah aur gaaney waali. Aaj kitne loag haiN
jinhoN ne inka naam bhi nahiN suna. Shukriyah Khan Sahab.