Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Kal Aaj Aur Kal
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Ham Jab Honge Saath Saal Ke, Aur Tum Hogi Pachpan Ki
4.25 - 60 votes
Randhir Kapoor, Babita
Ched Chad Songs
Video of the song from youtube

Average Rating : 4.25
Total Vote(s) : 60
New Voting has been disabled for some time.






Lyrics of Ham Jab Honge Saath Saal Ke, Aur Tum Hogi Pachpan Ki - हम जब होंगे साठ साल के, और तुम होगी पचपन की

ham jab hoge saath saal ke, aur tum hogi pachpan ki
bolo prit nibhaaogi na, tab bhi apne bachpan ki
kya kya kya kya
ham jab hoge saath saal ke, aur tum hogi pachpan ki
bolo prit nibhaaogi na, tab bhi apne bachpan ki
ham jab hoge saath saal ke, aur tum hogi pachpan ki
bolo prit nibhaaogi na, tab bhi apne bachpan ki
tum jab hoge saath saal ke, aur mai hungi pachpan ki
prit ki jyot jalaaugi mai, tab bhi apne bachpan ki

ha, baaho ka sahaara ho jab, lakadi kyun ham tekenge
aankh bhale dhundhali ho jaaye, dil ki nazar se dekhenge
baaho ka sahaara ho jab, lakadi kyun ham tekenge
aankh bhale dhundhali ho jaaye, dil ki nazar se dekhenge
aankho me tum yuhi dekhana
aankho me tum yuhi dekhana, kya hai zarurat darapan ki
bolo prit nibhaaogi na, tab bhi apne bachpan ki
tum jab hoge saath saal ke, aur mai hungi pachpan ki
prit ki jyot jalaaugi mai, tab bhi apne bachpan ki

rup ki ye mastaani dhun, ek din to dhal jaayegi
aur qismat bhi chehare pe, samay ka rang mal jaayegi
rup ki ye mastaani dhun, ek din to dhal jaayegi
aur qismat bhi chehare pe, samay ka rang mal jaayegi
tum tab kahi badal na jaana
tum tab kahi badal na jaana, qasam tumhe is dhadakan ki
bolo prit nibhaaoge na, tab bhi apane bachpan ki

ha, thandi me tum sweater buona, ham lakadi chun laayege
bachcho ke sang bachche ban kar, ham dono tutalaayege
thandi me tum sweater buona, ham lakadi chun laayege
bachcho ke sang bachche ban kar, ham dono tutalaayege
milajul kar ham saath rahenge
milajul kar ham saath rahenge, baat na hogi anaban ki
bolo prit nibhaaogi na, tab bhi apne bachpan ki
tum jab hoge saath saal ke, aur mai hungi pachpan ki
prit ki jyot jalaaugi mai, tab bhi apne bachpan ki
ham jab hoge saath saal ke, aur tum hogi pachpan ki
bolo prit nibhaaogi na, tab bhi apne bachpan ki


lyrics of song Ham Jab Honge Saath Saal Ke, Aur Tum Hogi Pachpan Ki

Comments for lyrics of song "Ham Jab Honge Saath Saal Ke, Aur Tum Hogi Pachpan Ki"
vision3012 on Monday, September 10, 2012
Hum jab hogey 60 saal k, aur tum hogey 51 ke, bolo preet nibhaoge na apney
is friendship ki. tum tab kahi badal na jana, kasam tumey is friendship
ki..cheers to our friendship... Moti and Lambu.

tony sehgal on Thursday, September 06, 2012
this songis dedicated to babita and randhir kapoor sapration



Film cast: Randhir Kapoor, Babita, Raj Kapoor, Prithviraj Kapoor, David, Achla Sachdev, Tiwari, Iftekhar, Roopesh Kumar, Narendra Nath, Abhi Bhattacharya, Uma Dutt, Rashid Khan, Vishwa Mehra, Aarti, Pankaj, Sarita, Asha Chandra, Pardesi, Kailash, Mohan
Singer: Asha Bhosle, Kishore Kumar, Manna Dey, Mukesh, Sharda (2)
Lyricist: Hasrat Jaipuri, Neeraj
Music Director: Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal
Film Director: Randhir Kapoor
Film Producer: Raj Kapoor
External Links: Kal Aaj Aur Kal at IMDB    Kal Aaj Aur Kal at Wikipedia
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy