Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Anjuman
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.00 - 2 votes
Sad Songs
Video of the song from youtube

Lyrics of Haal-E-Dil Kis Ko Sunau - हाल-ए-दिल किसको सुनाऊ

haal-e-dil kisko sunau
razda koi nahi meharba koi nahi
haal-e-dil kisko sunau
razda koi nahi meharba koi nahi

kisse kahiye jake apni zindagi ka mazra
lut gaya hai raste me hasrato ka kafila
mai wo rahi hu ke jiska karwa koi nahi
meharba koi nahi
haal-e-dil kisko sunau
razda koi nahi meharba koi nahi

kyu meri duniya base
kyu meri kismat phire
shauk se aandhi chale
ab shauk se bijli gire
jal chuka hai aashiya
ab aashiya koi nahi
meharba koi nahi
haal-e-dil kisko sunau
razda koi nahi meharba koi nahi

kuch khushi se wasta
aur na gham se wasta
kuch khushi se wasta
aur na gham se wasta
lag gayi hai chup se dil ko
haye dil ko kya hua kya hua
kya hu mai kya sunau dasta koi nahi
meharba koi nahi
haal-e-dil kisko sunau
razda koi nahi meharba koi nahi


lyrics of song Haal-E-Dil Kis Ko Sunau

Comments for lyrics of song "Haal-E-Dil Kis Ko Sunau"
TheDeepakp on Thursday, October 15, 2015
Film cast: Jairaj, Nargis Dutt, Durga Khote, Anwar Hussan, Chandabai,
Neelam Kothari, Raj Rani
Singer: Shamshad Begum, Geeta Dutt, Uma Devi, Vishni Lal, Mukesh
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Music Director: Bulo C Rani
Film Director: Akhtar Hussain

Riaz Ali on Tuesday, July 17, 2012
The more we listen to these old songs, the more we desire to listen to it.
The songs have universal appeal beyond Time & Space.

KabirKhan-550 on Tuesday, September 11, 2012
Ever sharp, ever clear, ever melodious and ever new. I gree with you 100%
bhai Riaz Ali. from: Pocheon, Korea



Film cast: Jairaj, Nargis Dutt, Durga Khote, Anwar Hussan, Chandabai, Neelam Kothari, Raj Rani
Singer: Shamshad Begum, Geeta Dutt, Uma Devi, Vishni Lal, Mukesh
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Music Director: Bulo C Rani
Film Director: Akhtar Hussain
External Links: Anjuman at IMDB    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy