Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Ghazab
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Ghar Se Chali Thi Main Ek Din Sham Ko
3.50 - 4 votes
Dharmendra, Rekha
Dance Songs
Video of the song from youtube

Lyrics of Ghar Se Chali Thi Main Ek Din Sham Ko - घर से चली थी मैं एक दिन शाम को

rama ho rama ho rama
ghar se chali thi, mai ek din sham ko
oh oh o o
ghar se chali thi, mai ek din sham ko
jane kis kam ko, bhul gayi kam ko
raste me tu mil gaya aankh ladi aur dil gaya
raste me tu mil gaya aankh ladi aur dil gaya
oye oye oye

mujhse akele ye kab hua hai mujhse akele ye kab hua hai
dono taraf se ye sab hua hai sabki to chhodo ab kya hua hai
sabki to chhodo ab kya hua hai gunghat sarak gaya
kangan kanak gaya aag lage pyar ko, bairan bahar ko
dekha ye gul khil gaya aankh ladi aur ye dil gaya

mujhko bana kar apna diwana diwana diwana
mujhko banakar kar apna diwana diwana ha
acha banaya tune bahana acha banaya tune bahana
ab bahane is bahane, pas na aa jana
ab bahane is bahane, pas na aa jana
chune se tere, sun oh sajan mere rup rang mera, ang ang mera
teri kasam khil gaya aankh ladi aur dil gaya

chalti hai tu to, bajte hai gunguru rukhti hai tu to, chalte hai jadu
rukhti hai tu to, chalte hai jaadu tera kya hai ye sab oh babu
na hai dosh tera na dosh mera do jawaniyo ke pahale pahale,
pyar se sara jahaa hil gaya aankh ladi aur dil gaya
ghar se chali thi, mai ek din sham ko
jaane kis kaam ko, bhul gayi kaam ko
raste me tu mil gaya, aankh ladi aur dil aaya
raste me tu mil gaya, aankh ladi aur dil aaya
raama ho raama ho raama raama ho raama ho raama
raama oh raama


lyrics of song Ghar Se Chali Thi Main Ek Din Sham Ko

Comments for lyrics of song "Ghar Se Chali Thi Main Ek Din Sham Ko"
VispisAngel on Wednesday, August 03, 2011
There is no one like Rekha...there never will be anyone like Rekha. Ever!

Filmi Deewana on Wednesday, August 03, 2011
There is no one like Rekha...there never will be anyone like Rekha. Ever!

Ramesh Thakrar on Wednesday, September 12, 2012
It is a plesant song but rarely heard.

sudarsh pillai on Saturday, April 05, 2014
typical lp song



Film cast: Dharmendra, Rekha, Ranjeet, Aruna Irani, Jagdeep, Madan Puri, Sharat Saxena, Seema Deo, Keshto Mukherjee, Sajjan, Shreeram Lagoo, Krishan Dhawan, Viju Khote, Asit Sen, Praveen Kumar
Singer: Kishore Kumar, Amit Kumar, Lata Mangeshkar
Lyricist: Anand Bakshi
Music Director: Pyarelal, Laxmikant Kudalkar
Film Director: C P Dixit
Film Producer: N N Sippy
External Links: Ghazab at IMDB    Ghazab at Wikipedia
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy