|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Ghabara Ke Dar Dar Ke - घबरा के डर डर केghabra ke dar dar ke
dar dar ke mar mar ke
bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai
ghabra ke dar dar ke
dar dar ke mar mar ke
bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai
deewaare rasta roke to unse takraana sikho
jinda rehna hai sar uthaake to mar jana sikho
ghabara ke dar dar ke
dar dar ke mar mar ke
bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai
jindgaani ko samajh le khel tu
muskuraake mushkilo ko jhel tu
saari duniya mein nahi tujh sa koyi
tu anokha hai yaha, anmol tu
ghabara ke dar dar ke
dar dar ke mar mar ke
bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai
ghabara ke dar dar ke
dar dar ke mar mar ke
bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai
chaahe is duniya mein tu jaaye kahin
haan julm se khaali nahi koyi jami
tu jo chaahe to mita de julm ko
shart ye hai tujhko ho khud par yakin
ghabara ke dar dar ke
dar dar ke mar mar ke
bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai
ghabara ke dar dar ke
dar dar ke mar mar ke
bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai
deewaare rasta roke to unse takraana sikho
jinda rehna hai sar uthaake to mar jana sikho
ghabara ke dar dar ke
dar dar ke mar mar ke
bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai
Shaurya |
Film cast: | Rahul Bose, Minissha Lamba, Kay Kay Menon, Javed Jaffrey, Deepak Dobriyal, Amrita Rao, Rozza Catalano, Seema Biswas, Siddhant, Jeneva Talwar, Aditya Lakhia | Singer: | Abhijeet, Adnan Sami, Kunal Ganjawala, Shahrukh Khan, Sunidhi Chauhan, Udit Narayan | Lyricist: | Javed Akhtar, Jaydeep Sarkar | Music Director: | Surendra Sodhi, Adnan Sami | Film Director: | Samar Khan | External Links: | Shaurya at IMDB Shaurya at Wikipedia |
|
|
|
|
|