|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Geeta Ki Saugand - गीता की सौगंधdharam se badh ke karam hai
krishan ne geeta me hai yahi kaha
dharam se badh ke karam hai
krishan ne geeta me hai yahi kaha
geeta ki saugand karungi vahi jo hai geeta me likha
geeta ki saugand geeta ki saugand
geeta ki saugand geeta ki saugand
dharam se badh ke karam hai
krishan ne geeta me hai yahi kaha
dharam se badh ke karam hai
krishan ne geeta me hai yahi kaha
dharam se badh ke karam hai
geeta ki saugand karungi vahi jo hai geeta me likha
geeta ki saugand geeta ki saugand
geeta ki saugand geeta ki saugand
kisi se na anyay karungi na anyay sahungi
angaaro pe chal ke bhi sachayi ki baat karungi mai
lobh moh aur ahankar se mujhko koi kaam nahi
karam yogini hu aur apne karam pe atal rahungi mai
paap ke toofano se ladana aaj se hai kartavya mera
geeta ki saugand karungi vahi jo hai geeta me likha
geeta ki saugand geeta ki saugand
geeta ki saugand geeta ki saugand
kah do ye apradh se meri aur se bhi ye tayari hai
aaj dekhana hai ki paap ka palda kitna bhari hai
dharam sahi ek sacha sona lekin karam kasouti hai
dharam yudh to bhut huye ab karam yudh ki baari hai
karam krishan hai karan hai geeta
karam ki hi jai hogi sada
geeta ki saugand karungi vahi jo hai geeta me likha
geeta ki saugand geeta ki saugand
geeta ki saugand geeta ki saugand
dharam se badh ke karam hai
krishan ne geeta me hai yahi kaha
dharam se badh ke karam hai
krishan ne geeta me hai yahi kaha
geeta ki saugand karungi vahi jo hai geeta me likha
geeta ki saugand geeta ki saugand
geeta ki saugand geeta ki saugand
geeta ki saugand geeta ki saugand
geeta ki saugand geeta ki saugand
Geeta Ki Saugandh |
Film cast: | Hemant Birje, Kader Khan, Sahira, Amarit Pal, Shakti Kapoor, Rajani Bala, Jamuna | Singer: | Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar, Alka Yagnik, Sadhna Sargam, Mohammed Aziz | Lyricist: | Mahendra Dehlvi | Music Director: | Anwar Usman | Film Director: | Reetu Raj | Film Producer: | Mohan T Gehani | External Links: | Geeta Ki Saugandh at IMDB |
|
|
|
|
|