|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Ganapathi Bappa Moriya - गणपति बप्पा मोरियाganpati bappa moriya
ganpati bappa moriya khub tera sansar hai
ganpati bappa moriya khub tera sansar hai
pap hai atyachaar hai daya dhaaram na pyar hai
sachchai ki haar hai jhuth ki jay jay kaar hai
sachchai ki haar hai jhuth ki jay jay kaar hai
ganpati bappa moriya khub tera sansar hai
ganpati bappa moriya khub tera sansar hai
dhokha de re jo auro ko yaha
han ji auro ko yaha
puje unko puje re kyo sari duniya
sare jogi dhongi ho gaye han han dhongi ho gaye
sare gyani dhyani jane kaha so gaye
pyar bana vyapar hai durachaar vyavichaar hai
julmo ki bhaarmar hai
ganpati bappa moriya khub tera sansar hai
ganpati bappa moriya khub tera sansar hai
karm hai ishvar karm hi puja
karm hai ishvar karm hi puja
karm se badhke dhaarm na duja
jina kya hai bas vahi jane jo jivan se haar na mane
sundar ye sansar karm ki shakti apar hai
kyo pradi lachaar hai
ganpati bappa moriya khub tera sansar hai
ganpati bappa moriya khub tera sansar hai
agyani hai jitne deva unko gyan de deva unko gyan de
riddhi siddhi our sukh sampat ka hamko daan de
agyani hai jitne deva ho
agyani hai jitne deva unko gyan de
riddhi siddhi our sukh sampat ka hamko daan de
tera bhaara bhandar hai tu sabka aadhaar hai
jag ka palanhaar hai
ganpati bappa moriya khub tera sansar hai
ganpati bappa moriya khub tera sansar hai
ho ganpati bappa moriya mangal murti moriya
Ghar Mein Ram Gali Mein Shyam |
Film cast: | Govinda, Neelam Kothari, Khushboo, Reeta Bhaduri, Anupam Kher, Johny Lever, Satish Shah, Beena, Nivedita | Singer: | Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz, Kishore Kumar, Pankaj Udhas | Lyricist: | Anjaan | Music Director: | Amar Utpal | Film Director: | Subhash Sainik | Film Producer: | Jairam Gulbani | External Links: | Ghar Mein Ram Gali Mein Shyam at IMDB Ghar Mein Ram Gali Mein Shyam at Wikipedia | Watch Full Movie: | Ghar Mein Ram Gali Mein Shyam at YouTube |
|
|
|
|
|