Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Madholal Keep Walking
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Falsafa Yeh Jindgi Ka Koi Bhi Na Ab Tak Samjha
4.33 - 3 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Falsafa Yeh Jindgi Ka Koi Bhi Na Ab Tak Samjha - फलसफ़ा ये जिंदगी का कोई भी ना अब तक समझा

ye mashala hi aisa tha
ki hal na ker saka
ye mashala hi aisa tha
ki hal na ker saka
ae zindagi mai tujhko mukammal na kar saka

ye mashala hi aisa tha
ki hal na ker saka
ae zindagi mai tujhko mukammal na kar saka

falsafa yeh zindagi ka koi bhi na ab tak samjha
falsafa yeh zindagi ka koi bhi na ab tak samjah
inti sari bheed me insaa laage kitna tanha tanha sa

koi aaye koi jaye sab ke sab hai musafir
koi aaye koi jaye sab ke sab hai musafir
char dino se jayda koi rahta nahi hai haazir
ajnabi in logo me bhi laage har chehra apna sa
falsafa yeh zindagi ka

mausam ki parvah kise hai
barish ho ya sardi
mausam ki parvah kise hai
barish ho ya sardi
apne apne daftar jaane ki hain sabko hai jaldi
sabki aankho me sapne hai
aur laage man pyasa pyasa
falsafa yeh zindagi ka

lambe safar ki khatir yu to sab ke sab aate hai
lambe safar ki khatir yu to sab ke sab aate hai
kai musafir raste me hi chup se utar jate hai
udh jata hai ruh ka panchi
mil jaye mauka jo jara sa
falsafa yeh zindagi ka

falsafa yeh zindagi ka koi bhi na ab tak samjha
falsafa yeh zindagi ka koi bhi na ab tak samjha
inti sari bheed me insaa laage kitna tanha tanha sa
falsafa yeh zindagi ka


lyrics of song Falsafa Yeh Jindgi Ka Koi Bhi Na Ab Tak Samjha



Singer: Raja Hasan, Bhupinder Singh, Raja Hasan
Lyricist: Sahil Fatehpuri, Sani Aslam
External Links: Madholal Keep Walking at IMDB    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy