|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Ek Haseenaa Ek Deewana - एक हसीना एक दीवानाchehra hasi kya hai ada teri ada pe dil hai fida
hame dekh ke yaar jamana gayega bas ye gaana
hame dekh ke yaar jamana gayega bas ye gaana
ek hasina ek deewana ek hasina ek deewana
teri talash me deewana ho gaya
main apne aap se anjana ho gaya
meri talash me tum mujhme kho gaye
achchha hua jo tum yu pagal ho gaye
jab aashiq ho mastana banta hai tabhi fasana
jab aashiq ho mastana banta hai tabhi fasana
ek hasina ek deewana ek hasina ek deewana
chehra hasi kya hai ada teri ada pe dil hai fida
hame dekh ke yaar jamana gayega bas ye gaana
hame dekh ke yaar jamana gayega bas ye gaana
ek hasina ek deewana ek hasina ek deewana
tumse yu milte hi ye dil gabrata hai
phir bhi mohabbat me maja kyun aata hai
sidhi si baat hai jaga armaan hai
main bhi jawab hu tu bhi jawan hai
main sikhu tujhe churana tum sikho mujhe churana
main sikhu tujhe churana tum sikho mujhe churana
ek hasina ek diwana ek hasina ek diwana
you are my jaan i am your jaan
pyar me pagal hote hai sab
hame dekh ke yaar jamana gayega bas ye gana
hame dekh ke yaar jamana gayega bas ye gana
ek hasina ek deewana ek hasina ek deewana
ek hasina ek deewana
|
Comments for lyrics of song "Ek Haseenaa Ek Deewana" |
|
PRINCE TIGER on Friday, March 08, 2013 NICE SONG WHERE TO FIND THE AUDIO IN MP3 FORMAT
|
Deewana Main Deewana |
Film cast: | Govinda, Priyanka Chopra, Nazir Khan, Kader Khan, Prem Chopra, Johny Lever, Shakti Kapoor | Singer: | Udit Narayan, Anuradha Paudwal, Sunidhi Chauhan, Ila Arun, Sudesh Bhosle, Sukhwinder Singh, Shreya Ghoshal, Govinda, Bappi Lahiri, Vinod Rathod, Sadhna Sargam | Lyricist: | Maya Govind, Anand Raj Anand, K.C. Bokadia | Music Director: | Bappi Lahiri, Anand Raj Anand | Film Director: | K.C. Bokadia | Film Producer: | Amit Kumar Bokadia | External Links: | Deewana Main Deewana at IMDB Deewana Main Deewana at Wikipedia |
|
|
|
|
|