Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Harishchandra Taramati
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
3.67 - 3 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Ek Hai Jharna Ek Hai Nadiya - एक है झरना एक है नदियाँ

ek hai jharna ek hai nadiya
ek sagar gahra hai
ek hai jharna ek hai nadiya
ek sagar gahra hai
bahta jal kab ek jagah par thahra hai
ek hai jharna

ye jiwan hai janjal ghana
jo raja tha chandal bana
ye phulo ki rajkumari
rani thi ab hai panihari
maa se beta chut gaya hai
iska sapna tut gaya hai
tap kar sona kundan banta
wohi asli sehra hai
bahta jal kab ek jagah par thahra hai
ek hai jharna

hai kam kisi ka hath kisi ke
kuch din mithe kuch din tikhe
ye hai dasi ki bhi dasi
tan chah kar hai man sanyasi
pran palenge raja rani
dekhe kisme kitna pani
jo pani ka geet na samjha
aisa jag to gahra hai
bahta jal kab ek jagah par thahra hai
ek hai jharna

jite ji marna padta hai
anchaha karna padta hai
dukhiyara darpan rota hai
bach ke jite kya hota hai
pardesi nanha banjara
ab sukha jharna bechara
do naino ke jal me jhaka
jag ka kala chehra hai
bahta jal kab ek jagah par thahra hai
ek hai jharna ek hai nadiya
ek sagar gahra hai
ek hai jharna


lyrics of song Ek Hai Jharna Ek Hai Nadiya



Film cast: Pradeep Kumar, Jaymala, B M Vyas, Shyama, Tiwari, Jeevan, Madan Puri, Tun Tun, Sapru, Madhumati
Singer: Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar, Asha Bhosle, Lata Mangeshkar
Lyricist: Virendra Mishra
Music Director: Hridaynath Mangeshkar
Film Director: B K Adarsh
Film Producer: Jaymala
External Links: Harishchandra Taramati at IMDB    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy