Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Duniya Ne Kaha Vahshi Tum Ne Kha Saudai - दुनिया ने कहाँ वहशी तुम ने कहाँ सौदाई
dunia ne kaha wahshi
dunia ne kaha wahshi tum ne kaha saudai
dunia ne kaha wahshi tum ne kaha saudai
is dil me mohabbat par
is dil me mohabbat par kya kya na sada payi
dunia ne kaha wahshi tum ne kaha saudai
dunia ne kaha wahshi tum ne kaha saudai
wo husn paresa sa wo ishk pasema sa
wo husn paresa sa wo ishk pasema sa
kya kya hame yad aaya
kya kya hame yad aaya jab yad teri aayi
dunia ne kaha wahshi tum ne kaha saudai
dunia ne kaha wahshi tum ne kaha saudai
hai ashk bas itni hai ruh dag mohabbat ki
hai ashk bas itni hai ruh dag mohabbat ki
agaz hai bechaini
agaz hai bechaini anzam hai ruswai
dunia ne kaha wahshi tum ne kaha saudai
is dil me mohabbar par
is dil me mohabbar par kya kya na sada payi
dunia ne kaha wahshi tum ne kaha saudai
dunia ne kaha wahshi tum ne kaha saudai
Comments for lyrics of song "Duniya Ne Kaha Vahshi Tum Ne Kha Saudai"
TheDeepakp on Tuesday, October 20, 2015 Film cast: Jairaj, Chitra, Maruti, Hiralal, Tun Tun, Radhika
Singer: Asha Bhosle, Mohammed Rafi, S Balbir
Lyricist: Ram Prakash Ashq, Anand Bakshi, Sahir Ludhianvi
Music Director: Datta Naik
Film Director: R P Ashk