|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Dunia Musafirkhana Ho - दुनिया मुसाफिर खाना हो duniya musafir khana ho duniya musafir khana
duniya musafir khana ho duniya musafir khana
aaj aaye kal huye rawana

bachpan budhapa jawani teen dino ki hai ye zindgani

ek din aaye ek din thehre teesre din hai ud jana
duniya musafir khana ho duniya musafir khana
duniya musafir khana ho duniya musafir khana
aaj aaye kal huye rawana
duniya musafir khana ho duniya musafir khana
bachpan ki rut nind suhani
are andhe bankar kati jawani
dekh budhapa rone ko baithe pada hai ab pachhtana
duniya musafir khana ho duniya musafir khana
duniya musafir khana ho duniya musafir khana
aaj aaye kal huye rawana
duniya musafir khana ho duniya musafir khana
Bhedi Bangla |
Film cast: | Master Bhagwan, Leela Gupta, Baburao, Azim | Singer: | Lata Mangeshkar | Lyricist: | Ehsan Rizvi | Music Director: | P Ramakant | Film Director: | Master Bhagwan | External Links: | Bhedi Bangla at IMDB |
|
|
|
|
|