Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Dil Se Poochh Kidhar Jaana Hai
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Dil Se Puchh Kidhar Jana Hai
4.50 - 4 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Dil Se Puchh Kidhar Jana Hai - दिल से पूछ किधर जाना है

ek taraf hai unchi masjid ek taraf butkhana hai yara we yara we
ek taraf hai unchi masjid ek taraf butkhana hai
ek taraf hai unchi masjid ek taraf butkhana hai
ek hi manjil ke sab raste ek hi manjil ke sab raste
har rasta anjana hai dil se puch kidhar jana hai
ho o o dil se puchh kidhar jana hai
yara we yara we ha dil se puchh kidhar jana hai

meera chishti nanak girdhar meera chishti nanak girdhar
meera chishti nanak girdhar ishk hi aashik ishk hi dilbar
ishk hi aashik ishk hi dilbar meera chishti nanak girdhar
meera chishti nanak girdhar simte toh yeh dil ki surat
simte toh yeh dil ki surat faile toh yeh dharti amber
ishk hi aashik ishk hi dilbar ho o o kya khona kya pana
kya khona kya pana hai ek saar afsana hai
kya khona kya pana hai ek saar afsana hai
kya khona kya pana hai ek saar afsana hai
dil se puch kidhar jana hai
yara we ho o o dil se puchh kidhar jana hai yara we
yara we ho o o dil se puchh kidhar jana hai yara we

tu hi raahi tu hi manjil tu hi khud rasta hai
dhundne nikla dhundne nikla hain tu jisko
tere andar basata hai woh tere andar basata hai
ek hi toh maikhana hai juda juda paimana hai
ek hi toh maikhana hai juda juda paimana hai
dil se puchh kidhar jana hai
yara we ho o o dil se puchh kidhar jana hai
yara we o yara we yara we

kaisi mukti kaisa bandhan
kaisi mukti kaisa bandhan kaisa bandhan
tu hi jungle tu hi gulshan tu hi jungle tu hi gulshan
gulshan kaisi mukti kaisa bandhan
tere alawa nahi hai koi tere alawa nahi hai koi
tu hi mukhda tu hi darpan tu hi mukhda tu hi darpan
kaisi mukti kaisa bandhan kaisi mukti kaisa bandhan
tanha sabko jana hai tanha sabka aana hai
tanha sabko jana hai tanha sabka aana hai
tanha sabko jana hai tanha sabka aana hai

dil se puch kidhar jana hai ho dil se puch kidhar jana hai
yara we yara we yara we yara we
ek taraf hai unchi masjid ek taraf butkhana hai yara we
ek taraf hai unchi masjid ek taraf butkhana hai
ek taraf hai unchi masjid ek taraf butkhana hai
ek hi manjil ke sab raste har rasta anjana hai
dil se puchh kidhar jana hai yaara we
dil se puchh kidhar jana hai yaara we
dil se puchh kidhar jana hai
dil se puchh kidhar jana hai


lyrics of song Dil Se Puchh Kidhar Jana Hai

Comments for lyrics of song "Dil Se Puchh Kidhar Jana Hai"
Movehid Abbasi on Saturday, December 03, 2011
hey shurti4424 plz upload diz movie ..



Film cast: Aditya Srivastav, Vani Tripathi, Ashok Shinde, Vineet Kumar, Abhijit Lahiri, Rohitash Gaud, Mukesh Tyagi, Neeraj Sood, Vijay Morya, Banwarilal Jhol, Maithily Jaokar, Suhita Thatte, Ravi Khanwilkar, Lushin Dubey
Singer: Aadesh Shrivastav, Abhijeet, Kailash Kher, Shreya Ghoshal, Sneha Pant
Lyricist: Nida Fazli
Music Director: Aadesh Shrivastav
Film Director: Shrirang
Film Producer: Suresh Picha Jain
External Links: Dil Se Poochh Kidhar Jaana Hai at IMDB    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy