Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Chinar Daastaan-e-ishq
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Dil Ki Parton Pe
4.00 - 2 votes
Dalip Tahil, Faisal Khan, Shahbaz Khan, Inayat Sharma, Pramod Mautho
Sad Songs
Video of the song from youtube

Lyrics of Dil Ki Parton Pe - दिल की परतों पे

dil ki parto pe chhale pade hai
lafzo ke pairo mein taale pade hai
khushiya to jaise chhin si gayi hai
ghum se humare pale pade hai

aankho se bahti bunde
beete wo kal ke nisha
bhigi kyun palke bata
ye jo hua kyun hua
dil ki parto pe chhale pade hai
lafzo ke pairo mein taale pade hai

tere bina hai aadhi adhuri si
ye zindagi meri har ek lamha
khal rahi hai ab to kami teri
dard ki shidatto ka aalam aisa
falak se aage ja chuki hai bebasi
dil ki parto pe chhale pade hai
lafzo ke pairo mein taale pade hai
khushiya to jaise chhin si gayi hai
ghum se humare pale pade hai
ankho se bahti bunde
beete wo kal ke nisha
bhigi kyun palke bata ye jo hua kyun hua

mujhko bhi ghum hai tujhko bhi ghum hai
dono hi kyun hai juda kismat mein apni
kya likha hai kuch bhi nahi hai pata
neendo ne to aankho se le li wo hansi
chain bhi ab dil se mere gaya
dil ki parto pe chhale pade hai
lafzo ke pairo mein taale pade hai
khushiya to jaise chhin si gayi hai
ghum se humare pale pade hai
ankho se bahti bunde
beete wo kal ke nisha
bhigi kyun palke bata ye jo hua kyun hua
ye jo hua kyun hua


lyrics of song Dil Ki Parton Pe

Comments for lyrics of song "Dil Ki Parton Pe"
IamHussain on Saturday, October 10, 2015
I don't know why people dislike the song , agar yahan pe koi aur actor hota
koi aur singer hota to like kardena tha , yaar ek insaan itne saalon ke
baat come back kar raha houn aur ap aise response dete ho , i hope ke aap
log Faisal Khan ko full support kareinge , inki movie zuroor dekhne jana
trailer bohot acha tha aur dekhna movie ke hisab se agar gana sahi jagah pe
lagaya gaya to ap logon ko pasand ayega
take care

TURKISH BROTHERS FILMS & MUSIC in on Thursday, October 08, 2015
Salim Sen Jameel Congrats

TURKISH BROTHERS FILMS & MUSIC in on Saturday, October 10, 2015
Congrats Salim n Jameel



Film cast: Faisal Khan, Inayat Sharma, Dalip Tahil, Pramod Mautho, Shahbaz Khan
Singer: Ali Aslam, Aayushi Shah
Lyricist: Jamil Ahmed
Music Director: Salim Sen, Siddique Sen
Film Director: Sharique Minhaj
Film Producer: Rajesh R Jain
External Links: Chinar Daastaan-e-ishq at IMDB    Chinar Daastaan-e-ishq at Wikipedia
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy