Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Pratigyabadh
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Dhin Tara Bole Man Ka Iktara (Female) - धिन तारा धिन तारा बोले मन का इकतारा

dhin tara dhin tara bole man ka iktara
dhin tara dhin tara bole man ka iktara
sath kabhi na chhute apna
sath kabhi na chhute apna jivan hai bahti dhara
dhin tara dhin tara bole man ka iktara
dhin tara dhin tara bole man ka iktara

khel samay ka hai dukh sukh jivan ka
khel samay ka hai dukh sukh jivan ka
pyar ujala hai man ke aangan ka
jivan has kar kaat le apna
jivan has kar kaat le apna
dukh sukh milkar baat le apna
jis ghar mein hai pyar ka dera
jis ghar mein hai pyar ka dera
wo ghar hai sabse pyara
dhin tara dhin tara bole man ka iktara
dhin tara dhin tara bole man ka iktara

ik din sach hoga dekha hai jo sapna
ik din sach hoga dekha hai jo sapna
maa ke aanchal sa ghar hoga apna
hum tum jisme rahenge aise
hum tum jisme rahenge aise
ram lakhan ki jodi jaise
ram kare wo din na aaye
ram kare wo din na aaye
kam ho jis din pyar humara
dhin tara dhin tara bole man ka iktara
dhin tara dhin tara bole man ka iktara
sath kabhi na chhute apna jivan hai bahti dhara
dhin tara dhin tara bole man ka iktara
dhin tara dhin tara bole man ka iktara


lyrics of song Dhin Tara Bole Man Ka Iktara (Female)



Film cast: Mithun Chakraborty, Sujata Mehta, Kumar Gaurav, Neelam Kothari, Sunil Dutt, Anupam Kher, Dalip Tahil, Amita Nangia, Asha Lata, Beena
Singer: Kumar Sanu, Anuradha Paudwal, Mahendra Kapoor, Sonali Bajpai, Anwar, Sadhana Sargam, Alka Yagnik
Lyricist: Hasan Kamaal, Hasan
Music Director: Kalayanji, Bappi Lahiri, Anandji
Film Director: Ravi Chopra
Film Producer: B R Chopra
External Links: Pratigyabadh at IMDB    Pratigyabadh at Wikipedia
Watch Full Movie: Pratigyabadh at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy