|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Dekhun Kab Tak Baat Piyarawaa - देखूँ कब तक बाटdekhun kab tak baat
dekhun kab tak baat piyarawaa dekhun baat tumhaar
patharaa_i akhiyaan
patharaa_i akhiyaan dekhat dhundhat
ekahu din more ghar naa aavat
khaali baat nihaar piyarawaa dekhun baat tumhaar
jiyaa tadapat hai jiyaa dhadakat hai -2
daras ko tore lalachaataa man hai
haan
jiwan ke aadhaar piyarawaa dekhun baat tumhaar
saagar uthati dur tarage -2
tairun kahaan se bhaari umage
byaakul mai is paar piyarawaa dekhun baat tumhaar
bhent hamaari ab kab hogi -2
prit ki joti mil ke jalegi
dube sab sasaar jagat me dube sab sasaar
dekhun tab tak baat piyarawaa dekhun tab tak baat -2
dekhun tab tak baat
Mera Ladka |
Film cast: | Shanta Hublikar, Ulhas, Vasant Thegdi, Shahu Modak, Mama Bhatt, Balakram, Vatsala, Chhotu, Sundar | Music Director: | K Bhole | Film Director: | K Narayan Kale | External Links: | Mera Ladka at IMDB |
|
|
|
|
|