Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Ek Mahal Ho Sapno Ka
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Dekhaa Hain Jindagi Ko, Kuch Itna Kareeb Se
4.54 - 24 votes
Dharmendra
Sad Songs
Video of the song from youtube

Lyrics of Dekhaa Hain Jindagi Ko, Kuch Itna Kareeb Se - देखा है ज़िंदगी को, कुछ इतना करीब से

dekhaa hain jindagi ko, kuchh itnaa karib se
dekhaa hain jindagi ko, kuchh itnaa karib se
chehre tamaam lagne lage hain ajib se
dekhaa hain jindagi ko, kuchh itnaa karib se
dekhaa hain jindagi ko, kuchh itnaa karib se

kahne ko dil ki baat jinhe dhundhte the hum
kahne ko dil ki baat jinhe dhundhte the hum
mahfil mein aa gaye hain wo apne nasib se
dekhaa hain jindagi ko, kuchh itnaa karib se
dekhaa hain jindagi ko, kuchh itnaa karib se

nilaam ho rahaa thaa, kisi naajani kaa pyaar
nilaam ho rahaa thaa, kisi naajani kaa pyaar
kimat nahin chukaayi gai ek garib se
dekhaa hain jindagi ko, kuchh itnaa karib se
dekhaa hain jindagi ko, kuchh itnaa karib se

teri wafa ki laash pe, laa main hi daal dun
teri wafa ki laash pe, laa main hi daal dun
resham kaa ye kafan jo milaa hain rakib se
dekhaa hain jindagi ko, kuchh itnaa karib se
dekhaa hain jindagi ko, kuchh itnaa karib se


lyrics of song Dekhaa Hain Jindagi Ko, Kuch Itna Kareeb Se

Comments for lyrics of song "Dekhaa Hain Jindagi Ko, Kuch Itna Kareeb Se"
PONNADA SRINIVASPRASAD on Saturday, August 24, 2013
superb solo by Kishore da and Ravi music composition is excellent and
Kishore could show his prowess, mettle to aspire and reach Rafi's stature
to some extent in this essay.

Omar Jan Sikandary on Wednesday, July 20, 2011
Is'nt it a great tragedy that all the star singers ie Rafi,Mukesh,Talat and
Kishore of Indian music industry died in a span of five years ,leaving
behind a total vacuum. They were all icons of music world. God bless them.

twinklestarsism on Saturday, May 21, 2011
aj k douR mei tuh sab ko xindagi ko u hi dkehny
chahye..no one dserve to b sacrifiex

captain k dayan chand on Sunday, January 13, 2013
what a wonderful song music it would even make the almighty toclose his
eyes for a while captain k dayan

purviz anjum on Wednesday, September 07, 2011
sahir saheb was great... poet... and he was ideal... and dharam paa ji is seen in this clip.


View all 28 comments related to song Dekhaa Hain Jindagi Ko, Kuch Itna Kareeb Se - देखा है ज़िंदगी को, कुछ इतना करीब से


Film cast: Dharmendra, Sharmila Tagore, Ashok Kumar, Leena Chandavarkar, Deven Verma, David, Brahmachari, Ramesh Deo, Achla Sachdev
Singer: Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Music Director: Ravi
Film Director: Devendra Goel
Film Producer: Devendra Goel
External Links: Ek Mahal Ho Sapno Ka at IMDB    Ek Mahal Ho Sapno Ka at Wikipedia
Watch Full Movie: Ek Mahal Ho Sapno Ka at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy