|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Char Din Ka Safar Ye Jahan Hai - चार दिन का सफ़र ये जहाँ है jindagi mein khushi hai ghadi do ghadi
jindagi mein khushi hai ghadi do ghadi
har kadam par naya imtiha hai
chaar din kaa safar ye jaha hai
muskura le bahut kam sama hai
jindagi mein khushi hai ghadi do ghadi
har kadam par naya imtiha hai
chaar din kaa safar ye jaha hai
muskura le bahut kam sama hai
jindagi mein khushi hai ghadi do ghadi
har kadam par naya imtiha hai
chaar din kaa safar ye jaha hai
haath mein jo pal hai tere hans kar ise tu bita le
aane wala pal naa jane kya khel sabko dikhayega
haath mein jo pal hai tere hans kar ise tu bita le
waqt ke saamne aadmi kuchh nahi
waqt ke saamne aadmi kuchh nahi
waqt ke saamne aadmi kuchh nahi
aadmi pal bhar ki dasta hai
chaar din kaa safar ye jaha hai
muskura le bahut kam sama hai
jindagi mein khushi hai ghadi do ghadi
har kadam par naya imtiha hai
kah ke gaye hai sant syane ye jag hai rain basera
maalik sabka ek wahi hai pagle naa kar tera mera
kah ke gaye hai sant syane ye jag hai rain basera
leke aaya tha kya leke jaayega kya
leke aaya tha kya leke jaayega kya
leke aaya tha kya leke jaayenga kya
sabki manjil to aakhir waha hai
chaar din kaa safar ye jaha hai
muskura le bahut kam sama hai
jindagi mein khushi hai ghadi do ghadi
har kadam par naya imtiha hai
|
Comments for lyrics of song "Char Din Ka Safar Ye Jahan Hai" |
|
TheKalimata on Tuesday, July 09, 2013 tks for the upload
Manoj Sharma on Thursday, August 30, 2012 awesome values song man.
rahul4458 on Friday, May 31, 2013 nice song ...
Mamta Chand on Thursday, July 24, 2014 Feblusss song
Mamta Chand on Thursday, July 24, 2014 Feblasss sobg
|
View all 8 comments related to song Char Din Ka Safar Ye Jahan Hai - चार दिन का सफ़र ये जहाँ है |
Zaalim |
Film cast: | Akshay Kumar, Madhoo, Sheeba, Vishnu Vardhan, Mohan Joshi, Shiva, Alok Nath, Arun Bakshi, Sabeeha, Navneet Nishan, Rakesh Bedi, Tiku Talsania, Padma Rani, Nalini, Javed Khan, Sunil Dhawan, Mac Mohan, Avtar Gill | Film Director: | Sikander Bharti | Film Producer: | K C Khanna, Lokesh Bali | External Links: | Zaalim at IMDB Zaalim at Wikipedia | Watch Full Movie: | Zaalim at YouTube Zaalim at YouTube |
|
|
|
|
|