Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Ecstasies (Jagjit Singh)
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.25 - 4 votes
Ghazals
Video of the song from youtube

Lyrics of Bahut Dino Ki Baat Hai - बहुत दिनों की बात है

bahut dino ki baat hai
fizaa ko yaad bhi nahi
ye baat aaj ki nahi
bahut dino ki baat hai
shabaab par bahaar thi
shabaab par bahaar thi
fizaa bhi khush gawaar thi
na jaane kyu machal pada
main apne ghar se chal pada
kisi ne mujhko rok kar
badi adaa se tok kar
kaha tha laut aaiye
meri kasam na jaiye, na jaiye

par mujhe khabar na thi
maahol par nazar na thi
na jaane kyu machal pada
main apne ghar se chal pada
main chal pada
main shehar se phir aa gaya
khayal tha ke pa gaya
use jo mujhse dur thi
magar meri zarur thi
aur ek hasin shaam ko
main chal pada salaam ko
gali ka rang dekh kar
nayi tarang dekh kar
mujhe badi khushi huyi, khushi huyi
main kuch isi khushi me tha
kisi ne jhaank kar kaha
paraaye ghar se jaaiye
meri kasam na aaiye, na aaiye

wahi haseen sham hai
wahi haseen sham hai
bahar jiska naam hai
chala hun ghar ko chhodkar
na jane jaaunga kidhar
koi nahi jo tok kar
koi nahi jo rok kar kahe
ki laut aaiye
meri kasam na jaaiye
meri kasam na jaaiye
meri kasam na jaaiye
meri kasam na jaaiye


lyrics of song Bahut Dino Ki Baat Hai

Comments for lyrics of song "Bahut Dino Ki Baat Hai"
Anupam Mukherjee on Monday, October 10, 2011
Chala Hoon Ghar Ko Chhodkar; Na Jaane Jaaoonga Kidhar; Koi Nahin Jo Tok
Kar; Koi Nahin Jo Rok Kar; Kahein Ke Laut Aaiye; Meri Qasam Na Jaaiye; Meri
Qasam Naa Jaaiye..

engrghazi on Sunday, October 14, 2012
Ever best ghazal sung by jagjeet singh

shannonskm on Thursday, July 30, 2015
Beautiful !



Singer: Jagjit Singh, Chitra Singh
Lyricist: Salam Machhli Shehri, Madan Pal, Bekal Utsahi, Sahir Hoshiarpuri, Saeed Rahi, Ibrahim Ashq, Rais Akhtar
Music Director: Jagjit Singh
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy