Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Gaon Hamara Shaher Tumhara
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.60 - 5 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Apna Gaon Sambhalo - अपना गाँव संभालो

nayi hawa me udne dekho
van ka mor chala
apna gaon sambhalo
mai to shehar ki or chala
apna gaon sambhalo
mai to shehar ki or chala
nayi hawa me udne dekho
van ka mor chala
apna gaon sambhalo
mai to shehar ki or chala
apna gaon sambhalo
mai to shehar ki or chala

sunte hain shehar me jab jab
saavan bhaado aata hain
sunte hain shehar me jab jab
saavan bhaado aata hain
paani ki bundo ke badle
hare not barsaata hain
bhar leta hain jholi
jiska jitna jor chala
apna gaon sambhalo
mai to shehar ki or chala
apna gaon sambhalo
mai to shehar ki or chala

ye bhi suna hain raat wahan ki
din ko sharmati hain
ye bhi suna hain raat wahan ki
din ko sharmati hain
divaron ko haath lagaao
to batti jal jaati hain
apne ghar to deeya kabhi na
saari raat jala
apna gaon sambhalo
mai to shehar ki or chala
apna gaon sambhalo
mai to shehar ki or chala

ye dharti aakash
vaha bhi hoga ya na hoga
ye dharti aakash
vaha bhi hoga ya na hoga
dekha jayega kismat me
jo bhi likha hoga
nikal pade jab ghar se
kyu na karega ram bhala
apna gaon sambhalo
mai to shehar ki or chala
apna gaon sambhalo
mai to shehar ki or chala


lyrics of song Apna Gaon Sambhalo



Film cast: Rajendra Kumar, Rekha, Sujit Kumar, Sunder, Kanhaiya Lal, Lalita Pawar, Bhagwan
Singer: Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lyricist: Rajendra Krishan
Music Director: Laxmikant Kudalkar, Pyarelal
Film Director: Naresh Kumar
Film Producer: Naresh Kumar
External Links: Gaon Hamara Shaher Tumhara at IMDB    Gaon Hamara Shaher Tumhara at Wikipedia
Watch Full Movie: Gaon Hamara Shaher Tumhara at YouTube    Gaon Hamara Shaher Tumhara at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy