|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Allah Meri Laaj Bachana - अल्लाह मेरी लाज बचाना aao aao begum sahiba aao
begum jaisi tum waisi hum
are humse kya sharam
o allah meri laaj bachana
mera aashiq sara zamana
o allah meri laaj bachana
mera aashiq sara zamana
wo nigoda, wo nigoda
pichhe dauda, pichhe dauda
wo nigoda pichhe dauda
sultana ko aaj bachana
mera aashiq sara zamana
o allah meri laaj bachana
mera aashiq sara zamana
la ll la ll la la la
la ll la ll la la la
darwaje me wo chhup ke khada hai
darwaje me wo chhup ke khada hai
kis besharam se pala pada hai
main kitni chhoti wo kitna bada hai
main kitni chhoti wo kitna bada hai
huyi huyi
gaali ghussa, uyi ma
parda warda, uyi maa
gaali ghussa parda warda
samne aaya, samne aaya koi begana
mera aashiq sara zamana
o allah meri laaj bachana
mera aashiq sara zamana
la ll la ll la la la
la ll la ll la la la
meri khata ye ke main hasi hu
meri khata ye ke main hasi hu
us par sitam main pardanashi hu
kahdo use main ander nahi hu
kahdo use main ander nahi hu
huyi huyi
main kunwari, kunwari
dar ki maari, uyi ma
main kunwari dar ki maari
mere rukh se na
mere rukh se na parda hatana
mera aashiq sara zamana
o allah meri laaj bachana
mera aashiq sara zamana
wo nigoda, wo nigoda
pichhe dauda, pichhe dauda
wo nigoda pichhe dauda
sultana ko aaj bachana
mera aashiq sara zamana
o allah meri laaj bachana
mera aashiq sara zamana
Mera Faisla |
Film cast: | Sanjay Dutt, Rati Agnihotri, Jaya Prada, Kader Khan, Shakti Kapoor, Nirupa Roy, Pran, Asrani, Leena Das, Pinchoo Kapoor, Satyen Kappu, Shobha Khote, Yunus Parvez, Rajendra Nath, Parikshat Sahni | Singer: | Asha Bhosle, Suresh Wadkar, Shabbir Kumar, Mahesh Kumar, Shailendra Singh | Lyricist: | Anand Bakshi | Music Director: | Laxmikant Kudalkar, Pyarelal | Film Director: | S V Rajendra Singh | Film Producer: | Ranjit Virk | External Links: | Mera Faisla at IMDB Mera Faisla at Wikipedia |
|
|
|
|
|