Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Mujhe Seene Se Laga Lo
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Ajnabi Ban Ke Aaj Kaha Jata Hai - अजनबी बनके आज कहाँ जाता है

ajnabi ban ke aaj kaha jata hai
aaj kaha jata hai
leke hajaro gam ke nisha jata hai
aaj kaha jata hai

mang me dal ke sindur
ki lali ab tak
teri yado me tadapta hai
koi shamo sahar
jisko baho me jhulane ki tamana
thi tujhe
aaj hai gair ke bas me
wo tera lakhte jigar
aaj hai gair ke bas me
wo tera lakhte jigar
gair ke sath wo tera nisha jata hai
aaj kaha jata hai
ajnabi ban ke aaj kaha jata hai
aaj kaha jata hai

yu bhatakta hi rahega
tu kaha tak itna nada
sath denge ye kaha tak
tere majbur kadam
maut saye ki tarha pichha
karegi tera
zindagi tujhse pareshan
rahegi hardam
zindagi tujhse pareshan
rahegi hardam
maut ko sath liye tu kaha jata hai
aaj kaha jata hai
ajnabi ban ke aaj kaha jata hai
aaj kaha jata hai

tune jis aag ko sine se laga rakha
tu usi aag ko sine se alhada kar le
ye teri ruh tera jism jala dalenge
in bahakte hue sholo se kinara kar le
tu kinara kar le tu kinara kar le
tu kinara kar le
tu kinara kar le



Film cast: Bunty, Meena Rai, Sarita, Kumar Sen, Paresh Kumar, Tun Tun
Singer: Usha Mangeshkar, Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Lyricist: Mahendra Dehlvi, Qamar Jalalabadi, Prem Dhawan
Music Director: Hansraj Behl
Film Director: Datta Dharamadhikari
External Links: Mujhe Seene Se Laga Lo at IMDB    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy