|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Aisa Kyu Hota Hai - ऐसा क्यों होता है,aisa kyu hota hai, aisa kyu hota hai
aisa kyu hota hai, aisa kyu hota hai
koi hansta hai, koi rota hai
koi hansta hai, koi rota hai
aisa kyu hota hai, aisa kyu hota hai
aisa kyu hota hai, aisa kyu hota hai
duniyawalo ke hatho me har dil hum bikate hai
baste basti yahi sabki takdir likhate hai
meri teri mehnat ka yun
sauda kyo hota hai
koi hansta hai, koi rota hai
koi hansta hai, koi rota hai
aisa kyu hota hai, aisa kyu hota hai
mera tera khun pasina
sikko me dhalta hai
fir bhi apne ghar me chulha
kam kam hi jalta hai
meri teri jaan ka dushman paisa kyu hota hai
koi hansta hai, koi rota hai
koi hansta hai, koi rota hai
aisa kyu hota hai, aisa kyu hota hai
jaane kyu paida hote hai
jaane kyu marte hai
jaane kyu paida hote hai
jaane kyu marte hai
jab tak jeete hai jeene ka
karj adaa karte hai
bemaksad bekaar jeena marna kyo hota hai
koi hansta hai, koi rota hai
koi hansta hai, koi rota hai
aisa kyu hota hai, aisa kyu hota hai
kheto se jo fasal ugaaye
bhukhe kyo rahte hai
kapdo ke jo dher lagaye
nange kyo rahte hai
duniya ka kanun humesa andha kyu hota hai
koi hansta hai, koi rota hai
koi hansta hai, koi rota hai
aisa kyu hota hai, aisa kyu hota hai
Ameer Aadmi Gareeb Aadmi |
Film cast: | Shatrughan Sinha, Zeenat Aman, Amjad Khan, Imtiyaz Khan, Kader Khan, Amitabh Bachchan, Rabia Ameen, Parveen Babi, Birbal, Dinesh Hingoo, Imtiaz Khan, Mazhar Khan, Sharat Saxena, Kalpana Iyer, Pinchoo Kapoor, Shakti Kapoor, Manmouji, Gurbachan | Singer: | Lata Mangeshkar, Asha Bhosle | Lyricist: | Nida Fazli | Music Director: | R.D. Burman | Film Director: | Amjad Khan | Film Producer: | Shehly Khan, Vinay Sinha | External Links: | Ameer Aadmi Gareeb Aadmi at IMDB | Watch Full Movie: | Ameer Aadmi Gareeb Aadmi at YouTube |
|
|
|