Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Chand
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Ae Chand Bata Mujhko Kya Isi Ka Naam Hai Pyar
4.50 - 6 votes
Romantic Songs
Video of the song from youtube

Lyrics of Ae Chand Bata Mujhko Kya Isi Ka Naam Hai Pyar - ऐ चाँद बता मुझको क्या इसी का नाम है प्यार

aye chand bata mujhko aye chand bata mujhko
kya isi ka naam hai pyar kya isi ka naam hai pyar
kis pardeshi ne chhedi hai
kis pardeshi ne chhedi hai mere man ki taar
aye chand bata mujhko
aye chand bata mujhko kya isi ka naam hai pyar

dil me mitha dard utha
dil me mitha dard utha jab aankhe hui thi char
dil me mitha dard utha jab aankhe hui thi char
aasha kahti hai chal pagli
aasha kahti hai chal pagli dur dur is par
kya isi ka naam hai pyar aye chand bata mujhko
aye chand bata mujhko kya isi ka naam hai pyar

chand ko dekhe rajkumari
chand ko dekhe rajkumari
chand ko dekhe chand chand ko dekhe chand
dekha usne chand jo mera
dekha usne chand jo mera chand ho gaya maar
wo gaya bechara har wo gaya bechara haar
aye chand bata mujhko
aye chand bata mujhko kya isi ka naam hai pyar

dil suna tha sukh thi aankhe
dil suna tha chup thi aankhe jina tha bekar
dil suna tha chup thi aankhe jina tha bekar
naya jiwan dekar tumne
naya jiwan dekar tumne badal diya sansar
kya isi ka naam hai pyar aye chand bata humko
aye chand bata humko kya isi ka naam hai pyar


lyrics of song Ae Chand Bata Mujhko Kya Isi Ka Naam Hai Pyar

Comments for lyrics of song "Ae Chand Bata Mujhko Kya Isi Ka Naam Hai Pyar"
Bhavesh Desai on Tuesday, June 11, 2013
Chand {1944}: Zeenat Begum & Ghulam Mustafa Durrani singing for Begum Para
& Prem Adeeb as they fall in love after he changes her life from a daughter
of rich dad to a household woman; Lyricist: Qamar Jalalabadi; Music by:
Husnlal Bhagatram

Bhavesh Desai on Sunday, January 05, 2014
Prem Adib & Begum Para

Shangu Chakra Gadha Padmam on Tuesday, December 27, 2011
Song by Uma Devi



Film cast: Shashikala
Singer: Zeenat Begum, G.M. Durrani, Sitara Devi
Lyricist: Qamar Jalalabadi
Music Director: Husanlal Bhagatram
Film Director: D.D. Kashyap
Film Producer: Prabhat Film Company
External Links: Chand at IMDB    
Watch Full Movie: Chand at YouTube    Chand at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy