Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Baap Re Baap
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Ab Ye Bata Jaye Kaha, Kismat Ke Thukraye Hue
3.50 - 4 votes
Kishore Kumar, Chand Usmani
Sad Songs
Video of the song from youtube

Lyrics of Ab Ye Bata Jaye Kaha, Kismat Ke Thukraye Hue - अब ये बता जाये कहाँ, किस्मत के ठुकराये हुए

ab ye bata jaye kaha kismat ke thukraye huye
gam se ghabraye huye jine se uskaye huye
ab ye bata jaye kaha
raasta anjan manzil ka pata kuchh bhi nahi
apni raah me andhere ke siva kuchh bhi nahi
gam ke hai ghanghor baadal dur tak chaye huye
ab ye bata jaye kaha ye bata jaye kaha
ab ye bata jaye kaha

apne armano ka lutta karwa dekha kiye
aashiya jalta raha hum bejuba dekha kiye
chand aasu rah gaye palko pe tharraye huye
ab ye bata jaye kaha ye bata jaye kaha
ab ye bata jaye kaha

kya yahi duniya hai ae duniya ke rakhwale bata
kya yahi insaaf hai ae aasma wale bata
ji rahe hai sekado jine se sharmaye huye
ab ye bata jaye kaha ye bata jaye kaha
ab ye bata jaye kaha
ab ye bata jaye kaha kismat ke thukraye huye
gam se ghabraye huye jine se uskaye huye
ab ye bata jaye kaha


lyrics of song Ab Ye Bata Jaye Kaha, Kismat Ke Thukraye Hue

Comments for lyrics of song "Ab Ye Bata Jaye Kaha, Kismat Ke Thukraye Hue"
Riaz Ali on Thursday, February 10, 2011
kisi ko ghar se nikaltey hi mil gai manzil
koi hamari tarah umr bhar safar me raha.

TheDeepakp on Friday, October 25, 2013
cast: Ulhas, Kishore Kumar, Jayant, Leela Mishra, Chand Usmani, Smriti
Biswas Singer: Asha Bhonsle, Kishore Kumar Lyricist: Jaan Nisar Akhtar
Music Director: O P Nayyar Film Director: A.R. Kardar

56riazali on Thursday, February 10, 2011
kisi ko ghar se nikaltey hi mil gai manzil
koi hamari tarah umr bhar safar me raha.

Asghar Ali on Friday, November 01, 2013
Thanks for comments. I am not so good in english so I am writing in urdu.
Main dil ki gehraion se aap ki izzat karta hoon aur app ka shukria ada
karta hoon. Mujhe bohat khushi hui ke aap jaise insaan ne is ko like kia.

prabhakara rao Edara on Tuesday, September 23, 2014
Namasthe Akbar Ali Sahab ! Aap ne behatareen gana pesh kiyen hain.
Dhanyawad/Shukriya



Film cast: Ulhas, Kishore Kumar, Jayant, Leela Mishra, Chand Usmani, Smriti Biswas
Singer: Asha Bhonsle, Kishore Kumar
Lyricist: Jaan Nisar Akhtar
Music Director: O P Nayyar
Film Director: A.R. Kardar
External Links: Baap Re Baap at IMDB    
Watch Full Movie: Baap Re Baap at YouTube    Baap Re Baap at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy