Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Irshaad Vol. 1 (Album)
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
3.50 - 4 votes
Ghazals
Video of the song from youtube

Average Rating : 3.50
Total Vote(s) : 4
New Voting has been disabled for some time.






Lyrics of Ab Kya Ghazal Sunaau - कैसे सुकून पाऊं तुझे देखने के बाद

kaise sukoon paau tujhe dekhne ke baad
kaise sukoon paau tujhe dekhne ke baad
ab kya ghazal sunaoon ab kya ghazal sunaoon
tujhe dekhne ke baad kaise sukoon paau
tujhe dekhne ke baad

awaz de rahi hai meri zindagi mujhe
awaz de rahi hai meri zindagi mujhe
jaoon main ya jaoon tujhe dekhne ke baad
ab kya ghazal sunaoon tujhe dekhne ke baad
kaise sukoon paau tujhe dekhne ke baad

kaabe ka ehteram bhi meri nazar mein hai
kaabe ka ehteram bhi meri nazar mein hai
sar kis taraf jhukaoon tujhe dekhne ke baad
sar kis taraf jhukaoon tujhe dekhne ke baad
ab kya ghazal sunaoon tujhe dekhne ke baad
kaise sukoon paau tujhe dekhne ke baad

teri nigahe mast nain makhmoor kar dya
teri nigahe mast nain makhmoor kar dya
kya maikade ko jaoon tujhe dekhne ke baad
kya maikade ko jaoon tujhe dekhne ke baad
ab kya ghazal sunaoon tujhe dekhne ke baad
kaise sukoon paau tujhe dekhne ke baad

nazron mein taab-e-deed hi baaki nahi rahi
kis se nazar milaoon tujhe dekhne ke baad
kaise sakoon paoon tujhe dekhne Ke baad
ab kya ghazal sunaoon tujhe dekhne ke baad
ab kya ghazal sunaoon tujhe dekhne ke baad
kaise sukoon paau tujhe dekhne ke baad

Comments for lyrics of song "Ab Kya Ghazal Sunaau"
Anurag Sharan on Wednesday, July 10, 2013
aawaaz de rahi hai meri zindagi mujhe...jaaon main ya na jaaon...tujhe
dekhne ke baad.kaisey sukoon paaon...tujhe dekhne ke baad..kaabe ka
ehteraam bhi meri nazar mein hai...sar kis taraf jhukaoon...tujhe dekhne ke
baad..WHAT BEAUTIFUL LYRICS,,,,SUNG BEAUTIFULLY BY THE INIMATABLE TALAT
JI...SUPER LIKE

bhangramc on Friday, June 05, 2009
my favourite ghazal i looked everywhere for this song thanks for uploading
!!!! greets from holland

AQUAAB on Tuesday, March 01, 2011
KAISE SUKOUN NA PAOUN , TUJHE DEKHNE KE BAAD ? AB KYA GAZAL SUNAOUN , TUJHE
DEKHNE KE BAAD ? AWAZ DE RAHI HAI MERI ZINDAGI MUJHE , JAOUN MAIN YA NA
JAOUN , TUJHE DEKHNE KE BAAD ? KAABE KA EHTRAM BHI MERI NAZAR MEIN HAI ,
SAR KIS TARAF JHUKAOUN , TUJHE DEKHNE KE BAAD ? TERI NIGAHE MAST NE
MAKHMOOR KAR DIYA KYA MAIKADE KO JAOUN , TUJHE DEKHNE KE BAAD ? NAZRON MEIN
TAAB-E-DEED HI BAQI NAHI RAHI KIS SE NAZAR MILAOUN , TUJHE DEKHNE KE BAAD ?

Anurag Sharan on Wednesday, March 19, 2014
he had the the most unique and original voice...so melodious and pleasant
to the ears...inherently romantic..my second most favorite voice after
the late jagjit saab!

Atul Arya on Monday, February 23, 2015
These are timeless classics, in such compositions perhaps singer sinks in
his memories, those memories which haunt him or her for the whole life.
fantastic.

View all 45 comments related to song Ab Kya Ghazal Sunaau - कैसे सुकून पाऊं तुझे देखने के बाद


Singer: Talat Aziz, Qateel Shifai, Jagjit Singh, Saeed Rahi, Hasan Kazmi
Lyricist: Nida Fazli, Qateel Shifai, Saeed Rahi, Saeed Shaheedi, Hasan Kazmi
Music Director: Talat Aziz, Jagjit Singh
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy