|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Aawara Baadal Nahi Main - आवारा बादल नहीं मैawara baadal nahi mai
awara baadal nahi mai
awara baadal nahi mai
awara baadal nahi mai
deewana pagal sahi mai
deewana pagal sahi mai
haa bewafa to nahi mai
awara baadal nahi mai
awara baadal nahi mai
jazbaa ishq hota hain kya
mujhko pata hain mere sanam
jazbaa ishq hota hain kya
mujhko pata hain mere sanam
dard e judaai yeh tanhaai
mujhko pata hain mere sanam
dil ka dhadakna dil ka tadapna
dil ka dhadakna dil ka tadapna
mujhko pata hain mere sanam
nadaan sa aashiq sahi mai
jaana harjaai nahi mai
awara baadal nahi mai
awara baadal nahi mai
aankhon mein bas teri tasveer
ban gayi iss raanjhe ki tu heer
aankhon mein bas teri tasveer
ban gayi iss raanjhe ki tu heer
zor nahi chalta ab dil pe
chahe kitni thi jo lagi
daulat shauhrat milne par bhi
daulat shauhrat milne par bhi
ishq bina to hoon mai fakir
haa ek saudagar sahi mai
dil ka saudaai nahi mai
deewana paagal sahi mai
deewana paagal sahi mai
haa bewafa to nahi mai
awara baadal nahi mai
awara baadal nahi mai
Anjaan |
Film cast: | Mahek Chhal, Kapil Gupta, Aamir Ali Malik, Vipul Gupta | Singer: | Apurva Monga, Aumkar Gholap, Kailash Kher, Rajiv Nair, Sunita, Vardan | Lyricist: | Amitabh Varma, Aumkar Gholap, Rahul Mehta | Music Director: | Viju Shah, Rahul Mehta, Aumkar Gholap, Vikesh Mehta | Film Director: | Hansal Mehta | Film Producer: | Anil Bohra, Manohar Kanungo |
|
|
|
|
|