|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Aankhon Mein Chanda - आँखों में चंदाaankhon mein chanda chanda hai mama
aankhon mein chanda chanda hai mama
iska mera rishta hai koi rishta puraana
aankhon mein chanda chanda hai mama
aankhon mein chanda chanda hai mama
iska mera rishta hai koi rishta puraana
mama ye tera hai tera deewana
mama ye tera hai tera deewana
chalo chale khele wahi khel purana
jaise ki chanda sitaron mein ek hain
mama humaara hazaron mein ek hain
jaise ki chanda sitaron mein ek hain
mama humaara hazaron mein ek hain
duniya meri tu mera khazana
duniya meri tu mera khazana
pyaar mujhe sara hai tujhpe lutana
aankhon mein chanda chanda hai mama
aankhon mein chanda chanda hai mama
iska mera rishta hai koi rishta puraana
chal teri gudiya ki shaadi kara dun
pyaara sa dulha raja main laa dun
chal teri gudiya ki shaadi kara dun
pyaara sa dulha raja main laa dun
jab gudiya ho pardesh ravaana
jab gudiya ho pardesh ravaana
tu apni gudiya ko bhul na jaana
aankhon mein chanda chanda hai mama
aankhon mein chanda chanda hai mama
iska mera rishta hai koi rishta puraana
mama ye tera hai tera deewana
mama ye tera hai tera deewana
chalo chale khele wahi khel purana
Imaan Beimaan |
Film cast: | Chunky Pandey, Prem Chopra, Kiran Kumar, Madhoo, Abhishek Kapoor | Singer: | Alka Yagnik, Udit Narayan | Lyricist: | Indeevar | Music Director: | Rajesh Roshan |
|
|
|
|
|